Sunday, January 31, 2016

Android smartphone root kaise Karen without PC

             Root kaise Karen android phone Mai  without computer 

(1) Kingoroot sub se best software hai

  root-apk.kingoapp.com  yeh link pe click Karen or software download Karen

Aur install Kare Aur Aur software open Karne ke baad one click root pe click Karen 

Aur Kingoroot ko 100% tak update Karen uske baad apka  mobile root ho Chuka hoga

             Yeh to ho gai root install Karne ki bat lekin 
             Lekin root se kya fayada Aur kya nuksaan hota hai aaiye Mai 
             Aap ko batate hai 

             
   
        Android smartphone  Mai root Karne ke fayede 

     1. Internal memory ko badha sakte hai.
   
  2. Apne ram ko bhi badha sakte hai. Jis se aapke phone Ki speed bhi badh jayegi.
     Or aapka phone hang nhi hoga.
   
 3. Apne apps ko internal memory se sd card pe move kar sakte hai jis se aapka internal.        memory jyada nhi bharega.

   4. Root karne ke bad aap apne Android ke performance ko sudhar sakte hai. Jis se.            apke phone par multitasking or gaming ka performance  achha milta hai

 5. Android smartphone ke battery ko badha sakte hai apps ke jariye. Example ke liye    greenify app aapke phone k battery life ko badha sakta hai.

6. Ye ek aapke smartphone ko root karne ke bade fayde me se ek hai. Root karne ke bad 
aap smartphone ke faltu pre installed app ko uninstall kar sakte hai.

7. Root karne ke bad aap apne Android ko apne man se customized kar sakte hai. Aese kai sare apps mil jayenge aapko Jo aapke smartphone ko customized karne me Aapki madad karenge. Jaise ki Gravity box, xposed modules etc.
                
                 Android phone Mai root Karne se kya nuksan hota hai 


                
1. Android ko root karna ek illegal process hai jiske karan aapke smartphone ki warnty khatam ho jayegi. Isliye ho sake to koi purana smartphone ko Hi root karna chahiye but aapka phone new hai or aap usko root karna chahte hai to root karne ke guide ke sath sath usko unroot kaise karte hai wo bhi dhunde. Dhyan rhe Ki root karne or fir usko unroot karne ka guide ek Hi article me hona chahiye. Google pe search karne par aapko bht se articles mil jayenge. Mai bhi samay samay par root karne Ka tarika aapko batlata rahunga

2. Jaise Ki Maine shuruaat me bataya tha Ki root karte time koi galti ho jati hai to aapka phn kisi kam ka ni rhega. Or fir dubara on bhi nhi hoga. Isliye root karne se pahle aapke data ka backup external sd card pe backup pe lena chahiye.

3. Android smartphone root karne ka ek bada nuksan yah hai ki aap apne smartphone ko latest OTA updates se update nhi kar sakte hai. Company rooted smartphone ke liye software updates nhi bhejti hai. Lekin aap manually apne phone ko update kar sakte hai. Iske liye aapko zip file se recovery mode me update karna hoga. Iske bare me mai aage post dalunga.


    4. Rooted smartphone me kuch apps kam nhi karte hai kyuki rooting ek process hai jis se aap system ke value ko change kar sakte hai.Jiske karan kuch apps ko lagta hai Ki aapka device froud hai. Jis se wo apps aapke phone me kam nhi karte hai. For example: Google wallet   
           

                            Warning 

Agar root karte samaye aap ka mobile crase hua to www.dubaisehelp.blogspot.com

     Jimndar nhi hoga

Agar aapko meri ye jankari pasand aai h to hmara Facebook page like kare or hame E-mail se subscribe kar le. Aap chahe to apnepc ke browser me ctrl+D daba ke hume bookmark me bhi save kar sakte hai. Mai aagebhi aapko latest tips and tricks. Security tricks or bhi kai sari chize  batata rahunga. Is article se Judi hui koi bat aapko janni hai to aap comment karke mujhse puch sakte hai. Aapki madad karne me mujhe khusi hogi

2 comments: